Posts

Showing posts from July 29, 2018

50+ Motivational Quotes in hindi.

Image
1.apne sapnoo ko jinda rakhiye,agar aapke sapno ki chingaari bujh gayi hoo, too iska matlub ye hai ki aapne jite jee aatma hatyaa kar li hai.. 2.agar haarne se dar lagta hai too, jitne ki ichha kabhi mat rakhna.. 3.samay ke saath badle kaa hunar to har, koi rakhta hai, janab mazaa to tab hai jub waqt badal jaaye aur insaan naa badle.. 4.dost aur dushman ko kabhi wiswaas dilane ki zarurat nahi hoti, kyuki dushman kabhi yakeen nahi karega , aur dost kabhi sk nahi karega.. 5.darr mujhe bhi laga fasala dekh kar,par mai badata gaya raasta dekh kar, khud wa khud mere najdik aati gyi meri manzil mera hausala dekh kar.. 6.jamaane ke nazar me thoda saa akad kar chalana sikh le ye dost, mom jaisa dil lekar chalega too,log jalaate rahenge.. 7.safalta hamara parichay duniya ko karwati hai, aur asafalta hume duniya ka parichy karwati hai.. 8.koi tere saath nahi to bhi gum naa kar, duniya me khud se badhkar koi hum safar nahi hota.. 9.naa sanghras naa taklif too kya maz...