50+ Motivational Quotes in hindi.
1.apne sapnoo ko jinda rakhiye,agar aapke sapno ki chingaari bujh gayi hoo,
too iska matlub ye hai ki aapne jite jee aatma hatyaa kar li hai..
2.agar haarne se dar lagta hai too,
jitne ki ichha kabhi mat rakhna..
3.samay ke saath badle kaa hunar to har, koi rakhta hai,
janab mazaa to tab hai jub waqt badal jaaye aur insaan naa badle..
4.dost aur dushman ko kabhi wiswaas dilane ki zarurat nahi hoti,
kyuki dushman kabhi yakeen nahi karega ,
aur dost kabhi sk nahi karega..
5.darr mujhe bhi laga fasala dekh kar,par mai badata gaya raasta dekh kar,
khud wa khud mere najdik aati gyi meri manzil mera hausala dekh kar..
6.jamaane ke nazar me thoda saa akad kar chalana sikh le ye dost,
mom jaisa dil lekar chalega too,log jalaate rahenge..
7.safalta hamara parichay duniya ko karwati hai,
aur asafalta hume duniya ka parichy karwati hai..
8.koi tere saath nahi to bhi gum naa kar,
duniya me khud se badhkar koi hum safar nahi hota..
9.naa sanghras naa taklif too kya maza hai jeene me bade bade toofan tham jaate hai,
jub aag lagi hoo sine me..
10.bharosa khud par rakho too takat ban jaati hai,
aur dusaro par rakho too kamjoori ban jaati hai..
11.chalta rahungaa path par,chalne me maahir hoo jayunga,
yaa too manzil mil jaayegi yaa achha musafir ban jaayungaa..
12.khud par bharosa karne kaa hoonar sikh loo,
sahaare kitne bhi sachhe hoo ak din saath chod hi jaate hai..
13.tum nichhe gir kar dekho koi nahi aayenge uthane,
tum jara udakar too dekho sub aayenge giraane..
14.sirf aur sirf kadi mehnat hi aapko achhi kismat de sakti hai...
15.asal me wahi jeewan ki chal samjhta hai,
joo safar me dhool ko gulaal samjh ta hai..
16.baat sanskaar aur aadar ki hooti hai warna joo insaan sun sakta hai ,
wo suna bhi sakta hai..
17.yaa to risk uthayoo aur aage badho yaa phir,
risk naa uthakar apne liye khud risk ban jaayoo..
18.jis kaam me safal hoone ki sambhawana jyaada ho usko karne,
pae hum safal hote hai,
lekin jis kaam me asafalta ki sambhawana jyaada hoo.
usko karne par hum sresth bante hai..
19.zindagi ak khel hai yadi tum isse khiladi ki tarah khelte hoo to jit sakte hoo,
lekin yadi darsak ki tarah dekhte hoo, sirf taali baza sakte hoo yaa dukhi hoo sakte hooo
par jeet nahi sakte..
20.yadi aap zindagi me khush nahi hoo to dusro ki khusi ka karan banana suru kar doo,
aap apne aap khush rahne lag jaayooge..
21.ak achha leader kaam ke safal hoone ki sambhawana talasta hai,
ak mahaan leader logo me safal hone ki sambhawana talasta hai..
22.yadi aapne wastav me khud se pyaar karna sikh liyaa too phir yah sambhav hi nahi,
hai ki aapko ye duniyaa pyaari naa lage..
23.iss zindagi se bahut kuch maangne walo ko kuch nahi milta,
par iss zindagi ko kuch dene waale ko bahut kuch mil jaata hai..
24.safalta aur dard ka bada gahara rista hai.agar dard se sikh li hoo too,
safalta tay hai aur agar dard se dare too asafalta tay hai..
25.hamaare pass do bikalp hai: jeewan ke antim chan afsos karne ka aur wartmaan ko khulkar jene ka faisala hume hi karna hai..
Thanks for reading..


Comments
Post a Comment